dard bhut o reha haaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa mujhe dhikha mila mai us ko bhul ni sakti na us k bina rehe sakti hu dil kar reha ha us k pass chali jao per itni doori ha k jaa ni sakti