Warna koi kaise bhala, Chahe kisi ko bepanah, Aye zindagi tuhi bata, Kyun ishq hai gunaah… Jeene bhi de duniya humme, Ilzaam na laga, Ek baar to karte hai sab, Koi haseen khata.. Jeene bhi de duniya humme, Ilzaam na laga, Ek baar to karte hai sab, Koi haseen khata.. It is illegal for you to distribute copyrighted files without permission.
Jeene bhi de duniya humme, Ilzaam na laga, Ek baar to karte hai sab, Koi haseen khata.. Warna koi kaise bhala, Chahe kisi ko bepanah, Aye zindagi tuhi bata, Kyun ishq hai gunaah… Jeene bhi de duniya humme, Ilzaam na laga, Ek baar to karte hai sab, Koi haseen khata.. Khud se he karke guptgu, Koi kaise jiye, Ishq to lazmi sa hai, Zindagi ke liye.. Khud se he karke guptgu, Koi kaise jiye, Ishq to lazmi sa hai, Zindagi ke liye.. Dil kya kare dil ko agar, Accha lage koi, Jhootha sahi dil ko magar, Saccha lage koi.. Jeene bhi de duniya humme, Ilzaam na laga, Ek baar to karte hai sab, Koi haseen khata.. Warna koi kaise bhala, Chahe kisi ko bepanah, Aye zindagi tuhi bata, Kyun ishq hai gunaah… Dil ko bhi udne ke liye, Aasmaa chahiye, Khulti ho jinme khikiyaan, Wo makaan chahiye.. Dil ko bhi udne ke liye, Aasmaa chahiye, Khulti ho jinme khikiyaan, Wo makaan chahiye.. Darwaze se nikle zara, Bahar ko rahguzar, Har mod par jo sath ho, Aisa ho humsafar.. Jeene bhi de duniya humme, Ilzaam na laga, Ek baar to karte hai sab, Koi haseen khata.. Warna koi kaise bhala, Chahe kisi ko bepanah, Aye zindagi tuhi bata, Kyun ishq hai gunaah… LyricsBogie contains Hindi Songs Lyrics from All Latest and Old Bollywood movies, TV Shows, Albums with details about Singers, Directors, Lyricists and more. We have Biggest Collection of Hindi Songs Lyrics, so you can search your favorite songs lyrics by movies names, by artist names, by music directors and lyricists.