hssh


SUBMITTED BY: ayub

DATE: Dec. 3, 2015, 7:33 a.m.

FORMAT: Text only

SIZE: 6.0 kB

HITS: 1049

  1. Maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya - (2)
  2. Panghat pe meree pakde hai baiyyan
  3. Tang mujhe karta hai sang mere ladta hay
  4. Ramjee kee kripa se mai bachee - (2)
  5. Ramjee kee kripa se
  6. Maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya
  7. Panghat pe meree pakde hai baiyyan
  8. Tang mujhe karta hai sang mere ladta hay
  9. Ramjee kee kripa se mai bachee - (2)
  10. Ramjee kee kripa se
  11. Gokul kee galiyo me jamuna kinare
  12. Woh toh hai kankaniya chhup chhupke mare
  13. Natkhat adaye surat hai bholee
  14. Holee me meree bhigaye woh cholee
  15. Baiyyan naa chhode, kalaiyya marode - (2)
  16. Paiyyan padu phir bhee pichha naa chhode
  17. Mithi mithi baton me mujhko phasaye hay
  18. Ramjee kee kripa se mai bachee - (2)
  19. Ramjee kee kripa se
  20. Jab jab bajaye mohan muraliya
  21. Chhan chhan chhanakti hai meree payaliya
  22. Neinon se jab woh kare chhedkhanee
  23. Dil thame reh jaye prem divanee
  24. Sadh budh gawayee, ninde udayee - (2)
  25. Jo karne baithee thee woh kar naa payee
  26. Badee mushkil se dil ko sambhala hay
  27. Ramjee kee kripa se mai bachee - (2)
  28. Ramjee kee kripa se
  29. Gokul kaa kanah re dil me samaya
  30. Mai bhagyashali inhein maine paya
  31. Mana kee sabke hain yeh kanhaiyya
  32. Kehlayenge bas tumhare hee maiyya
  33. Pyara piya haim tumne diya hai - (2)
  34. Mamta ke aanchal me hamko liya hai
  35. Charno me tere o ma hamko rehna hai
  36. Ramjee kee kripa se han jee han - (2)
  37. Ramjee kee kripa se
  38. Abcdefghi jklm nopkrstuvwx yz, i luv u
  39. Chhutiyo ke yeh din hain suhane, sathee teraa yuh sath rahe
  40. Bachchon ke sang bachche phir ban jaye
  41. Mauj me jhume jara mastee kare
  42. Ban ke badal ban ke panchhee, udate rahe
  43. Kya bat hai jijaji
  44. Abcdefghi jklm nopkrstuvwx yz, i luv u
  45. Apne gaon kee galiyo me chale ham
  46. Bachpan kee yado me khoya hai mann
  47. Bahen thame teen bhaiyo kee
  48. Thumkegee phir se unakee behen
  49. Sawan ke jhulo se, babul ke aangan se, hoga milan
  50. Jiji - how emotional
  51. Abcdefghi jklm nopkrstuvwx yz, i luv u
  52. Thandee thandee yeh hawaen hamko
  53. Chupke chupke kya kehatee suno
  54. Manjil hai karib abb hamare
  55. Bole ghataye, khushiya chuno
  56. Najaren chura ke, dil me chhupa ke, sapne buno
  57. Vinod - how romantic
  58. Abcdefghi jklm nopkrstuvwx yz, i luv u
  59. Sunojee dulhan ek bat sunojee, apne naye parivar se milojee
  60. Tumhe milaye sabse aaj, suno sunaye sabke raj
  61. Hai tumhe milaye sabse aaj, suno sunaye sabke raj.....
  62. Pehle dulhan tum inse milojee, ghar ke mukhiya tumhare sasurjee
  63. Jinke sar pe sukhon kaa taj, dekho jara inka andaj
  64. Hai jinke sar pe sukho kaa taj, dekho jara inka andaj
  65. Rampur kaa basee hu mai, ramkishan hai nam
  66. Seedhi sadhi bolee meree, seedha sadha kam
  67. Ho jo bhee chaha maine, ho rab se woh paya maine
  68. Rampur kaa basee hu mai, ramkishan hai nam
  69. Des bides ghumkar aaya mai bhayee
  70. Ho mehak gaon kee mittee kee naa bisrayee
  71. Wahee gud chana dudh nashte me bhaye
  72. Ho, chhuree aur kante se khana naa aaye
  73. Itne par bhai...ho
  74. Itne par bhee hai nayee techniko
  75. Ko pyar se sikha maine, rampur kaa basee hu mai ramkishan hai nam
  76. Sidhee sadhee bolee meree, seedha sadha kam...
  77. Aao dulhan abb inse milojee, yeh hain tumharee sasu majee
  78. Ghar me chalta inka raj, inka khas hai ek andaj
  79. Hai, ghar me chalta inka raj, inka khas hai ek andaj
  80. Meraa nam mu mu mu, mu mu mu aha mu mu mu
  81. Tin titliya meree yar, mujhe partiyo se hai pyar
  82. Wah wah, wah wah, wah wah, wah wah
  83. Shopping ho ya sabji mandee, molbhav kee pakkee hu
  84. Ek rupaiya keemat ho toh, ek rupaiya hee mai du
  85. Lamba meraa fasana hai, par beauty parlour jana hai - (2)
  86. Meraa nam mu mu mu, mu mu mu aha mu mu mu
  87. Pyara mujhe saj singar, umra ko goli maro yar
  88. Wah wah, wah wah, wah wah, wah wah
  89. Chalo dulhan abb aage badho jee, apne nanad nandoyee se milojee,
  90. Biwi ko yeh naa kare naraj, aashikana hai andaj
  91. Hai, biwi ko yeh naa karen naraj, aashikana hai andaj
  92. Radhika ke daddy jara aana, darling hukum farmana
  93. Kaisee hai yeh saree batana, darling fida hai yeh divana
  94. Meraa sar hai dukhta, chalo mai daba du
  95. Hai khana pakana, kaho mai paka du
  96. Kahee ghum aaye, jahan bhee kaho tum
  97. Dinner lenge bahar, fikar naa karo tum
  98. Bad me ice cream bhee khilana, darling jo chaho so mangana
  99. Meetha pan calcutta khilana, darling jara sa muskurana
  100. Jara meraa purse toh uthana, darling tumhara hai jamana.
  101. Darling tumhara hai jamana......
  102. Sunoji dulhan abb sambhal jaojee, chhote natkhat devar se milojee
  103. Bada rangila inka mijaj, shaitani inka andaj
  104. Hai, bada rangila inka mijaj, shaitani inka andaj
  105. Papa kehte hain bada nam karega, beta hamara aisa kam karega
  106. Sach sare sapne papa ke apne, karne chala mai naujawan
  107. Bholee surat dil ke khote
  108. Baten badee hain kam hain chhote kam hain chhote
  109. Aath baje tak jo sote, bade kahan log aise hote
  110. Jinki najar me ho koyee sapna, raha naa unko hosh apna hosh apna
  111. Chit bhee hai inakee pat bhee hai inakee, bin pendee ke yeh lote
  112. Baten badee hain, kam hain chhote, kam hain chhote
  113. Bholee surat dil ke khote, husn ke nakhre mote mote mote mote...
  114. Sunoji dulhan abb gaur karojee, apne bade devar se milojee
  115. Ma ke dil ke yeh sartaj, sharmeela jinka andaj
  116. Ankhiya milaye nahee, hai batiyaen nahee, banke rahe sadhu - (2)
  117. Kisee chehre ke kitab kaa roj, revision hai chalu
  118. Priti ke path me hain prembabu, chhupe rustam hain yeh prembabu
  119. Aise kya bane padhaiya, padh ke dekho jee saiyan
  120. Prem ke dhai akshar ho, jab tak tum rahe bidesee
  121. Meree halat thee aisee, jal bin jaise machhariya ho
  122. Meraa piya ghar aaya ho ramjee - (2)
  123. Puree ho naa ho padhayee, o papajee
  124. Kar do inki bhee sagayee, o mummyjee...
  125. Pyaree dulhan abb dil thamojee, kyon ke hai bari saiyajee kee
  126. Itna sa hai inka raj, sab se alag inka andaj
  127. Hai, itna sa hai inka raj, sab se alag inka andaj
  128. Khulee kitab ke jaisee hai shaksiyat inakee
  129. Kaun hai ghar me aisa jisko inpe naj nahee
  130. Suno dulhan bataye raj tumko ham inka
  131. Yeh aaina hain jiske dil me koyee raj nahee
  132. Chanda mama se bhee pyare, hain yeh hamare mama - (2)
  133. Mami jee ke aa jane se, hamko bhul naa jana
  134. Pyare pyare mamajee, jahan se nyare mamajee - (2)

comments powered by Disqus