Hum Lakh Ache Sahi Log Kharab Kehte Hai, Bigda Hua Hamko Nawab Kehte Hai, Hum To Aise Badnam Ho Gaye Hai Ki, Pani Bhi Piye To Log Sharab Kehte Hai. Hum Jal Kar Bhi Roshni Failate Rahe, Isliye Log Hume Jalate Rahe, Mere Jalne Ko Kisine Dekha Hi Nahi, Meri Roshnipe Sab Muskurate Rahe. Ajeeb Lagti Hai Sham Kabhi Kabhi, Zindgi Lagti Hai Bejan Kabhi Kabhi, Samajh AayeTo Hume Bhi Batana, Kyu Karti Hai Yaade Pareshan Kabhi Kabhi. Yu to yadein purani nahi hoti, Har kisi ko pana sb ki kismat nahi hoti, Hum dil rakh aye unke dar par, Ye jante hue bhi ki unki nazare zamin pe nahi hoti. Pakar Khushi Behak Jate Hai Hum, Pakar Gum Bhi Muskurate Hai Hum, Tanhaiyo Me Jab Bhi Yaad Ati Hai Apki, Zamana To Kya KhudKo Bhi Bhul Jate Hai Hum. Divasbhar kitihi danga kela tari mala, thopatalyashivay aai kadhi zopali nahi, Gharapasun dur aata mhanun, kadachit shant zop kadhi lagali nahi, Kuni vicharate, tula ghari javase vatat nahi? Aankho Se Aapke Dil Me Utar Jayenge, Dil Me Utar Kar Dhadkan Ban Jayenge, Palko Ko Jhuka Kar Chalna Jaan, Warna Aankho Me Hum Nazar Aayenge. Kya Kahe Ki Kuch Kaha Nahi Jaata, Dard Meetha Hai Par Saha Nahi Jaata, Rishta Khaas Ho Gaya Hai is Qadar Apse ki, Bina Yaad Kiye Apko Raha Nahi Jaata. Kabhi Sham Kabhi Aanchl Ka Kinara Dena, Me Kahi Dub Ke ubhru To Sahara Den