Tere Bina, jee na paaun, sung tere jee na paaun Hoke juda ab hum milein, ab na kabhi hongey judaa Ab kyaa kahun iske siva Man tu talbat, tu man talbat Vey nakh inti , ye noor al kahein, be nakh inti teb li haya dhi, takh li un yunhi, ukhne vele geynvhi, vifte ki... Ab kyaa kahun iske siva; Man tu talbat, tu man talbat Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise Is Tarah Pehron Tujhe Sochti Rahti Hoon Main Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise Pal pal dil ke pass tum rehti ho jiven methi pyass tum kehti ho, pal pal dil key pass Kal tujko dekha thaa mane apne aangan may Jasay keh rahi thi tum bandh lo bandan may Yeh kesa rishta hai ,yeh kesay bandan hai Beganey hokar bhi kyu Lagte apne hai, May soch may rehta hu dar dar key kehtha hu, pal pal dil key pass tum rehti ho...................... Dekh lo aaj hum ko jee bhar key 2 Koi aata nahi hai fir mar key Dekh........................................... Ho gai tUM, Agar say sodaei, Dur pahuchangi, meri ruswai, Aaoo achi tarah say kar lo pyar, k nikal jay kuch dil ka bukhar, Dekh lo....................................... Fir hum utney lagay, bita lo tum, Fir bigad jay hum, mana lo tum, Yaad itnee tumay, dilatey jay, Pan kal k ley, lagatey jay, Dekh lo aaj humko jee bhar key.... Dear All today presenting a song jo shayad aap mein se jyada logon ne nahi suna hoga this song was penned by gr8 GULZAR and music of the song created by PANCHAM DA.. Shaam Ke Gulabi Se Aanchal Mein Ye Diya Jala Hain Chand Ka Mere Un Bina Uska Kahan Chand Naam Hota Gulmohar Gar Tumhara Naam Hota.............. Aaj ki raat jomein so jaati khulti aankh subah ho jati mein to ho jati bas barbaad gali mein aaj chand nikla ye naina bin saawan barse barah mahine badal barse suni rab ne meri fariyad galimein aaj chand nikla Tum aaye to aaya mujhe yaad gali mein aaj chand nikla jaane kitne dino ke baad gali mein aaj chand nikla..... Tum Bin Kya Hai Jeena Kya Hai Jeena Tum Bin Kya Hai Jeena Tum Bin Jiya Jaaye Kaise Kaise Jiya Jaaye Tum Bin Sadiyon Si Lambi Hai Raaten Sadiyon Se Lambe Huv Din Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai Phir Shaame Tanhaye Jaagi Phir Yaad Tum Aa Rahe Ho Phir Jaan Nikal Ne Lagi Hai Phir Mujhko Tadpa Rahe Ho Phir Mujhko Tadpa Rahe Ho Is Dil Mein Yaadon Ke Mele Hai Tum Bin Bahut Hum Akele Hai Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai Kya Kya Na Soocha Tha Maine Kya Kya Na Sapne Sajaye Kya Kya Na Chaaha Tha Dil Ne Kya Kya Na Armaan Jagaaye Kya Kya Na Armaan Jagaaye Is Dil Se Toofan Guzarte Hai Tum Bin To Jeete Na Marte Hai Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai Tum Bin Jiya Jaaye Kaise Kaise Jiya Jaaye Tum Bin Sadiyon Si Lambi Hai Raaten Sadiyon Se Lambe Huv Din Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai kabhi kabhi aditi zindagi mein yun hi koi apna lagta hai... Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye Ankhiyon Ke Jharokhon Se Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke Yoon Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye Ankhiyon Ke Jharokhon Se... Jeeti Hoon Tujhe Dekh Ke Marti Hoon Tumhi Pe Tum Ho Jahan Saajan Meri Duniya Hai Wahin Pe Din Raat Dua Maange Mera Man Tere Waaste Kabhi Apni Ummeedon Ka Kahin Phool Na Murjhaye Ankhiyon Ke Jharokhon Se... Maein Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon Jaagte Hue Soi Nahin Neendon Mein Jagi Hoon Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye Ankhiyon Ke Jharokhon Se...