na mantram no yantram tada picha ch na Jaane stuti maho
na chahnam dhyanam tada picha na jaane stutikatha
na Jaane mudraste tadapi ch na Jaane vilapanam
param Jaane matas twadisharnam kaleshharnam
he maa main na mantra jaanta hu na yantra or mujhe stuti ka bhi Gyan nhi hai
na aahawan ka pata hai na dhyam ka strot or kathao ka bhi Gyan nhi hai na to main tumahri mudrae janta hu or mujhe vyakul hokar vilap hi karna aata hai prantu ek baat janta hu ki tumhara anusharan karne se sab vipdao ka haran hota hai