We are here for best inspirational quotes to lift your spirits up. Here are some of Motivational Bad Time Quotes in Hindi, 1 line Sad Bura Waqt Shayari for Whatsapp, Short Hard Time Quotes in Hindi for Facebook, True Hard Day , Good Rough Time Messages on Life, Encouraging Words for a friend going through a tough time. लगता था ज़िन्दगी को बदलने में वक़्त लगेगा. पर क्या पता था बदलता हुआ वक़्त ज़िन्दगी बदल देगा. मेरे साथ बैठ कर वक़्त भी रोया एक दिन बोला बन्दा तू ठीक है मैं ही ख़राब चल रहा हूँ. दर्द ही हमदर्द बन जाता है उस वक़्त, जब खुद से ही अपना हाल बयाँ करने से कतराता है कोई। समय दिखाई नहीं देता, पर बहुत कुछ दिखा जाता है। Waqt Ki Aanch Me Patthar Bhi Pighal Jaate Hai, Khushi Ke Lamhe Gum Me Badal Jaate Hai, Kaun Karta Hai Yaad Kissi Ko Yaara, Waqt Ke Saath Khayalaat Bhi Badal Jaate Hai.. मेरी ख़ुशी के लम्हें इस कद्र छोटे हैं यारों…गुज़र जाते हैं मेरे मुस्कुराने से पहलें… वक्त आता है तो बदल जाती है हर सूरत…चाँद भी तो हमेशा अधूरा नहीं रहता.. Achhe waqt ki kadar … bure waqt ke baad hi hoti hain Har insaan achcha hota hai … waqt usse bura banata hain कहते हैं बुरा वक़्त सबका आता हैं, कोई निखर जाता हैं, कोई बिखर जाता हैं Sirf insaan galat nahi hote … waqt bhi galat ho sakta hain. Burra waqt humesha bin bulaye hi aata hain….!!!! Bura waqt aur purane paap … insaan ko hamesha dhoond hi lete hain. Bura waqt kabhi bhi bta kar nahi aata par sikha kar bahut kuch jata hain. Burre waqt ki ek baat achchi hoti hai … ki woh bhi guzar jaata hain. Jo log bure time me Vadaa Paav khate h… woh ache time me badaa bhav khate h. Jab bura waqt aata hai na … insaan ko apne kadh se uncha sochna chahiye. Jab waqt badal jaata hai … war kamzor se kamzor ka chal jaata hain. Life mein sahi waqt pe baat karna bahut zaroori hai … varna baat bighad sakti hain. Jb aadmi ka waqt bura aata h to chahe wo unth pe hi kyu na behta ho … fir b kutta usse kaat leta h. Ek hi waqt har insaan ke liye alag hota h… kisi ke liye achcha hota h, to kisi k liye bura hota hai. Do suiyon ke beech zindagi kya kya khel dikhaye … naya purana natak karta waqt guzarta jaye. Hmara atcha waqt duniya ko batata hai ki hum kya h, aur hmara bura waqt btata hai ki duniya kya h. Tu hi bata e zindagi, iss zindagi ka kya hoga, ki har pal marne walon ko, jeene ke liye bhi waqt nahi…..!! Peso ki daud me aise daude, ki thkne ka b waqt nhi, paraye ehsaso ki kya kadr kare, jb apne spno k liye hi waqt nhi. Apni kalayi mein achchi ghadi bandhane ka yeh matlab nahi hota ki tumhara achcha waqt aa gaya hain. Ache waqt ki ek khrabi h, acha waqt khatam ho jata h, lekin bure waqt ki ek achaai h, k wo b khatam ho jata h. Zindagi me agar bura waqt na aata to, Apno me chupe huye ger aur, Gero me chupe huye apne, Hume kbhi najar nhi aate. Achche waqt me koi b khush reh skta h, aadmi wo h jo bure waqt me khush rhe na rhe, lekin dusro ko khush rkhe. Main shukraguzar hu un tamam logo ka jinhone bure waqt me mera sath chhod diya, Kyuki unhe bharosa tha ki me musibato se akele hi nipat skta hu. आँखोँ के परदे भी नम हो गए बातोँ के सिलसिले भी कम हो गए. पता नही गलती किसकी है वक्त बुरा है या बुरे हम हो गए. वक़्त रहता नहीं कही टिक कर, आदत इस की भी आदमी सी है!! उम्मीद वक्त का सबसे बड़ा सहारा है, गर हौसला है तो हर मौज में किनारा है!! रात तो वक़्त की पाबंद है ढल जाएगी, देखना ये है चराग़ों का सफ़र कितना है!! Log Kehte Hain Ki Waqt Kisi Ka Gulam Nahi Hota, Fir Kyun Tham Sa Jata Hai Gamo Ke Daur Mein. Na To Tum Bure Sanam Na Hi Hum Bure Hain, Kuchh Kismat Buri Hai Kuchh Waqt Bura Hai. ऊपर वाला महँगी घड़ी सबको दे, पर मुश्किल घड़ी किसी को न दे..!! Waqt Se Lad Kar Jo Apna Nasib Badal De, Insan Wahi Jo Apni Taqdir Badal De, Kal Kya Hoga Kabhi Na Socho, Kya Pata Kal Waqt Khud Apni Tasveer Badal de. यादें करवट बदल रही है और मैं तनहा तनहा हूँ , वक़्त भी जिस से रूठ गया है मैं वह बेबस लम्हा हूँ. कुछ इस तरह से सौदा किया मुझसे मेरे वक़्त ने, तज़ुर्बे देकर वो मुझ से मेरी नादानियाँ ले गया. यूँ तो पल भर में सुलझ जाती है उलझी ज़ुल्फ़ें उम्र कट जाती है पर वक़्त के सुलझाने में.